After Marriage Romantic Urdu Novels List
Love after marriage is a best way of expresses your emotions. It is the right choice to keep your love for your life partner. Many writers wrote on love life after marriage in which hero and heroines don't know each other before marriage and after marriage they understand and fall in love with their life partner. We collect some novels on that kind of topics because on our readers demand who likes to read after marriage love stories.
Even the harsh behavior is also part of it . Girl or boy fight or their cold response for each other also count .Even they fight with their family and girls faces problems after marriage also explains So i hope you will enjoy them all
If you know some more novels like this plz inform us in comments.
After Marriage Romantic Urdu Novels List
- Ik pagal larki Novel by Nida Ali Abbas PDF
- Mohabbat mer iakhri shararat thi novel by Rimsha Ahmad PDF
- Tare Ankaboot by Misbah Nousheen
- Akhri war by Nayyab Jellani pdf
- Kinary door na thy Zumar Naeem pdf ( Long Novel )
- Tujh sung zindagi novel by Ana Ilyas
- Ghawa rafaqton ka hilal e eid novel by Saba Javed
- Nikah e mohabbat novel by Mustafa Cheepa
- Dil pee Mohabbat Ki Dastaak by Qamrosh Shehk
- Tum Kon Piya Novel By Nida Ali
- Zindagi dhoop tum ghana saya by Komal Ahmed
- Amira by Hina Malik
- Woh pagli dil ki malika by Humaira Rubab
- Teri panahon mein aa kar by Qamrosh Shehak Complete
- Bahon ke ghery main by Huma Jahanger
- Saly Ki Bewi by Shereen Haidar PDF
- Mohabbat ka asar ho ga Urdu novel by Shaheen Sajjad
- Ab to yeh zindgi muskuraey Urdu novel by Shazia Mustafa
- Tumhen dil ne pukara hai Urdu novel by Nayab Jelani PDF
- Aanchal main jugnoo by Shazia Chaudhary
- Meri mohabbton ko qrar do by Maha Abid Complete
- DEcember ki shaam tum main our barish by Shahzadi Hifsa Complete pdf
- Anokha bandhan by Syeda Jaweria Shabbir Complete PDF
- Rung teri chahat ke novel by Madeha (Maryam) Complete PDF
- Mera hath tha tere hath mein by Biya Ahmed Complete PDF
- Itni mohabbat karo na by Zeenia Sharjeel Complete PDF
- Mohabbat tujh se hay novel by Madeha (Maryam) Complete PDF
- Woh ajnabi apna sa by Madeha (Maryam) Complete PDF
- Qatil Ishq novel by Fatima Niazi Complete PDF
- Dukh sukh ki sanjh novel by Rahat Jabeen
- Rangon ka rasta by Shazia Chaudhary
- Mery khawab reza reza novel by Maha Malik
- Neelama Sitara by Qamrosh Ambar ashoke
- Ishq safar ki dhool by Lubna Jadoon
- Dil tenu de bethy by Durre Saman
- Vichran Raat Na howay by Sadia Abid
- Bey zuban musafir tu by Farah Gull
- Meher by Aqeela Haq
- Mausam e gul ki dastak by Fozia Ghazal
- Sajna Sang eid by Reema Noor Rizwan
- Faseeha by Razia Butt
- Paras by Rukhsana Nigar Adnan
- Ek dua ne bacha lea hay by Nighat Abdullah
- Nuswaniyat by Sumbal
- Ehsas e zayan by Saira Mishal
- Kon sey ansoo us key they by Nabeela Abar Raja
- Jannat ki kunji novel by Nasir Hussain
- Anab novel by Sadaf Shah
- Aankh Se Nikla Tou Moti Ho Gaya By Rehana Aftab
- Mehandi ka rang khilny laga by Nabeela Abar Raja
- Tanaben gulab khawabon ki by Nabila Abar Raja
- Thora Sa Asman By Umera Ahmad
- Main tera libas hoon novel by Neelum Riasat
- Mujhe harnay mat dena by Shehla Gul Sehr
- Bheega Bheega sa december by Reema Noor
- Bisma by Razia Butt
- Woh hayat ke silsile by Nabila Abar Raja
- Aji sunte ho by Faiza Iftikhar
- Meri jeet by Aroosa Alam
- Ik bhaid hai zindagi by Nabeela Abrar Raja
- Duain mangi nahin jati by SHabana Shoukat
- Bhanwar by Shukat Rana Altaf
- Mohabbat youn na chupao by Dur e Saman Saleem
- Hasil Lahasil by Samra Bukhari
- Mohabbat dil pe dastak By Effat Sehar Tahir
- Ana ke gunbad e bedar mein by Samra Bukhari
- Dagh e hina by Memona Khurshid
- Zindagi phoolon ki raah by Farrah Tahir
- Azmaish by Farrah Tahir Qureshi
- Saltanat e Dil by Maryam Aziz
- Sheesha sift na kar by Memona Khurdheed Ali
- Shehar e dil kay darwazy by Shazia Chaudhary
- Baraf kay ansoo by Nazia Kanwal Nazi
- Ahtibar kar dekhon by Yasmeen Nishat
- Rah noward e shoq by Shehnaz Siddique
- Yaqeen e wafa by Huma Amir
- Tum se acha kon hai novel by Nasir Hussain
- Mery Humsafar by Ghazala JAleel complete
- Tery sang dard ki talash thi by Bushra Rehman
- Yehi pyaar hai by Shabana Sardar
- Zara Mousam BAdalny do by Bushra Sayal
- Dil ke dagh by Neelam Riyasat
- Woh ek lamha by Nayyab jellani
- Matah e dil by Nabeela Abar Raja
- Aanchal main jugnoo by Shazia Chaudhary
- Tum or Tumhara sath by Shazia Mustafa
- Sab mousam tery naam by Munazza Rizwi
- Deewar ke paar by Sumaira Usman Gul
- Dulhan novel by Nasir Hussain
- Janan teri ulfat ki qasam novel by Kashish Khan
- Ujaley door nahe novel by Nayab Jelani
- Giraftar e seher by Manam Malik
- Baraf zaron ki titli by Fakhira Jabeen
- Tumhare sang jeena chati hon by Shaheen Sajjad
- Raat woh pury chand ki by Rabia Afzal Khan
- Tu meri zaroorat hai by Durr e Saman complete
- Mera Ishaq bhi tou by Shameem Fazal Khaliq
- Benishan manzalen aur rahi by Nayab Jelani
- Love trai angle by Umme Maryam
- Fizza mehkny lagi by Shazia Mustafa
- Manzar se hat kar by Nayab Jelani
- Shikast e shab e zindagi by Nayab Jelani
- Dil toot ke hara tha by Nayab Jilani
- Main hari piya by Nayab Jelani
- Sir phiri hawa by Memona Khursheed
- Do hanson ka jora by Faiza Iftikhar
- Koonj by Sadaf Rehan
- Kahan aa kay rukay thay rastay novel by Nighat Abdullah
- Mausam e wafa novel by Umme Maryam
- Nadaniyan shokhiyan or anari piya by Saima Qureshi
- Chalo har man let hain by Nuzhat Jabeen
- Kisi rasty ki talash mein by Memona Khursheed Ali
- Mera ilzam bhi tum by Nabeela Abar Raja
- Jan gaey jana by Nabila Abar Raja
- Tery ho ke rahain gay by rehana Aftab complete
- Tere pak lams ka khatawar hon by Rukh Chaudhary
- Naina thag len ge by Faiza Iftikhar
- To phir yeh tay hay keh by Shazia Chaudhary
- Sunehri dhoop by Umme Maryam
- durr e shahwar novel by Umera Ahmad
- Doraha by Umaira Ahmed
- Mohabbat ab shuro ho gi by Fakhira Gul
- Chalo phir se muskuraian by Bushra Sayal
- Keh rahi hai zindagi by Rizwana Prince
- Banhon mein chand mera by Sadia Abid
- Hum bichry bhi tou kaisy by Mohammad Shoaib
- Iss mousam ki pehli barish by Alia Bukhari
- Woh jo qaraz rakhte the jan par by Farhat Ishtiaq
- Koi teri khatir hai je raha novel by Riwana Aftab
- Nayab hen hum by Shafaq Iftikhar
- Mohabbat ki chaon novel by Sana Zaffar
- Tere gham ko jan ki talash thi novel by Neelum Riasat
- Ik bar kaho tum meri ho by Aalia Hira
- Pathar kar do aankh main aansoo by Misbah Mushtaq
- Munda sadqy mere te novel by Sehrish Fatima
- Mit gei dooriyan novel by Sobia Malik
- Aatish e ishq novel by Farwa Azam
- Mohabbat ho gei shaid by Nuzhat Jabeen Zia
- Mujhe masroof rehny do by Umme Maryam
- Sary mousam khil uthy by Alia Hira
- Ghoonghat hai anmol by Memoona Khursheed
- Meri eid to tm ho by Memona Khurshed
- Bakht jaag uthy Humera Nousheen
- Mousam ki inayaten by Alia Hira
- Pehlu main hai eid ka chand by Memona khursheed
- Pachees sal novel by Maryam Nawaz
- Talafi novel by Farah Muskan
- Pardy mein rehne doby Memona Khursheed
- Abu ki begum by Memona Khurdhid Ali
- Aao naye mausamon ki naveed sunain by Iqra Sagheer
- Mere humdam mere damsar by Iqra Sagheer Ahmed
- Aankhon Se Meri Dekho by Faiza Iftikhar
- Safar ki shaam by Farhat Ishtiaq
- Apna ghar by Iffat Sehar Tahir
- Dagh e hina by Memona Khurshid
- Baharen loat aai hain by Iffar Sehar Tahir
- Mery hamdam mery dost by Effat Sehar Tahir
- Zindgi dhoop tum ghana saya by Effat Sehar Tahir
- Zindagi ke rang hain ajeeb by Mahnoor Ali
- Mohabbat dil pe dastak by Effat Sehar Tahir
- Matah e jan hai tu by Farhat Ishtiaq
- Tum aakhri jazeera ho by Umme Maryam complete
- Tu bhi mera sathi ban ja by Laraib Momin
- Kitni ruton kay bahd aya mousam e gul by Laraib Momin
- Dil darya samandaron doongay by Iffat Sehar Pasha
- Mein tum aur yaqeen e mohabbat by Aliya Hira.
- Jo phool rah ki dhool they by Iffat Sehar Pasha
- Poora dukh aur adha chand by Iffat Sehar Pasha
- Mohabbat jeet hoti hay by Effat Sehar Pasha
- Arzoon ke sang sang by Nabeela Nazish
- Tery ishq ka sazawar hon by Iffat Sehar Pasha
- Chand nagar ki shehzadi by Sundas Jabeen
- Hum hen pasban is ke by Aliya Hira
- Nikhar gaye hain gulab saray by Iffat Sehar Pasha
- Aitbar ka mausam by Iffat Sehar Pasha
- Chand mery aangan ka by Effat Sehar Pasha
- Achi baho by Sumera Gull
- Ik nigah kafi hai by Bushra Ahmad
- Aks aainay main tera hi raha by Laraib Momin
- Teri justujoo mein nikhar gaey by Huma Amir
- Zat e be sabat by Nabila Aziz
- Hum kese rakhwale hain by Nabila Aziz
- Rasam By Nabeela Azeez
- Be dagh novel by Nabeela Aziz
- Hisab e dil rehny do novel by Nabeela Aziz
- Roshni ki khwahish mein by Umme Maryam
- Hisar e zaat se niklo by Umme Maryam
- Main ne haar mani hai by Anila Kiran
- Bila Unwan by Laraib Momin
- Mohtabar lagy teri wafa by Laraib Momin
- Khawab lamhay by Durre Saman
- Sanam gazeeda by Alia Bukhari
- Khoobsurat by Bushra Rehman
- Deay ka kam hai jalna by Memona Khurshid Ali
- Rahat e dil hai tu by Nabeela Aziz
- Chand Meri Dastaras mian by Ana Ilyas Complete Novel PDF
- Uttaran by Iffat Sehar Tahir
- Khamoshi novel by Amrah Sheikh Complete PDF
- Mera qasoor batlao by Arzoo Naz Complete Novel PDF
- Chand Meri Dastaras mian by Ana Ilyas Complete Novel PDF
- Baraf kay ansoo by Nazia Kanwal Nazi PDF
- Teri berukhi meri chahat novel by Biya Ahmed Complete PDF
- Chand ke is paar kahen novel by Zee Rana
- Bahon mein chalay aao sanam by Zara Zainab PDF
- Ajab bandhan novel by Huma Waqas Complete PDF
- Mohabbat nahi ishq hai tumse by SM Writer Complete PDF
- Tum se ishq mera janoon hai by Nimra Liaqat Complete PDF
- Ziddi Junoon by Neena Khan Complete PDF
- Dil ki saltanat novel by Maryam Alisha Complete PDF
- Phir Mohabbat by Sundus Shaikh Complete novel PDF
- Hissar e ishq ka junoon Complete Novel by Asra Rehman PDF
- Khamosh aey dil novel by Maryam Rashid Complete PDF
- Woh mera humsafar novel by Mahroo Shah PDF
- Tere izhar ka mousam by Madeha (Maryam) PDF
- Kis jurm ki saza mili by Maham Shoukat Complete PDF
- Eid meri sajan sang by Amreen Riaz PDF
- Ishq mera kamil by Neena Khan Complete PDF
- Kafs e ana novel by Gohr e Nayab Shah Complete PDF
- Mera rakhwala mera sanam by Preshay Malik Complete PDF
- Harart e Jaan by Aymen Nouman Complete PDF
- Tum meri mohabbat ho by Arzoo Pareeshy Khan Complete PDF
- Sanam novel by Sheeza Complete PDF
- Sham e inteqaam by Zeeniya Sharjeel Complete PDF
- Tery rabty meri har dawa by Mehmal Noor Complete PDF
- Mohabbat youn bhi ho jati hai by Warda Makkawi Complete PDF
- Ik sajda mohabbat mein by Warda Makkawi Complete PDF
- Mohabbat youn bhi ho jati hai by Warda Makkawi
- Dil ka har unwan piya by Mehmal Noor Complete PDF
- Kab hui teri main Rab jany mera by Yusra Shah Complete PDF
- Koi tum sa nahi novel by Isha Khan
- Sar e rah chalty chalty by H Hoor Complete PDF
- Ana parast novel by Yusra Complete PDF
- Jeet lia tum sa tum ko novel by Rafia Ahmed Complete PDF
- Dewangi by Arzoo parishy Khan Complete PDF
- Sisakti Ah by Mehmal Noor Complete PDF
- Mera yeh bharam tha Season 1 by Haniya Jutt Complete PDF
- Dharkan e dil novel by Aqsa Khan Complete PDF
- Mujhy tera har zulm qabool by Suhaira Awais Complete PDF
- Mera fouji meri marzi by Aina Ahmad Complete PDF
- Saz e dard na cherr novel by Abrish Noor Complete PDF
- Dil youn mily hamary by Zeenia Sharjeel Complete PDF
- Shouq e deedar novel by Sukaina Zaidi Complete PDF
- Tanha chand novel by Sofia Rajpoot Complete PDF
- Roshnion se andheron ka safar by Nazia Mandokhail Complete PDF
- Jab dil mily by Aina Ahmed Complete PDF
- Shouq e deedar novel by Sukaina Zaidi Complete PDF
Mujhe ek novel k baray mn janna hai jis mn larkay ki shadi uski czn se hoti hai or wo age mn kafi choti hoti hai usse or wo larka shadi k foran bad larki ko chor kr chala jata hai or jb 2 saal bad ata hai tau uska beta bhi hota hai or wo phr us lrki ko manane ki koshish bhi krta hai or ye joint family mn rehte hn can you plzzz tell me the name of the novel plzz plzz
ReplyDeleteTere pyar ki khushbo novel hai
DeleteHero heroine cousins hain and married hain joint family mein rehte hain unka beta gum ho jata hai hero heroine se kehta hain agar mere bete ko kuch hua toh tumhe divorce da don ga beta milta hai toh heroine Sab ka samne kehti hain mujhe divorce do ab agar kisi ko pata hai th bata da plzz
ReplyDeletePatta karti hoon sabhi ap ki requests
DeleteThis comment has been removed by the author.
DeleteMje uss novel k naam btayen jis me larka abroad ka hota hai hai or larki b abroad ki or lrki larke k ghr job k liye aati hai or larki ki taang zakhmi ho jaati hai phr larka uss k saath contract marriage krta hai phr vo log paki vaapis jate hain q k larke k dost ko paki se call aati hai k larke ki dado ya koi relative beemar hain or larkr ka dost lrke ki behn ko psnd b krta hai about 5 years ago jb larke ka dost vaapis jata hai phr uss k shaadi b larke ki behn se hojati hai (is novel ki eriter ne abi 2 novel hi likhen hai in 2019 lkn mje name yaad nhi na hi novel ka na hi writer ka) plzzz jldi bta den
ReplyDeleteUnknown
DeleteAp ne ek novel manga tha but woh postn i mil rahi mujhy main aap ko story deti hoon or novel link aap dekh lain
Aoa, aik novel bta dain , novel ki heroine ki engagement os k Khala k betay k sath ho jti hai aur wo flirty hota hai, hero taya k beta hota hai doctor hota hai hero heroine aik dosray ko pasand nai krte , kisi farmhouse pe hero heroine phas jatay hain jis pe fiancƩ batain krta hai aur engagement tor deta hai phir osi czn k sath shadi hi jti hai aur wo bahir parhne chala jta hai, kisi ko pta hai tu bta de
Yeh novel hai aap ka
Meri Talab Ka Chand by Farah Bhutto PDF
Can u tell me the name of in which hero is victim of gang rape .2 brother nd 2 did hoti gain all n.a. name meriyum ha.yet foreign country may h itly ma hoty hain hero name skindar
ReplyDeleteJo bache hen sung sameet lo by Farhat Ishtiaq
ReplyDeletePlz mujhe us novel ke naam and writer name aur mujhe ye net pr kahan mil sakti jis novel me larke ki yaddasht chali jati hai aur larki kisi aur se shaadi karleti hai aur husband usko leke bohat possesive hota hai pr kuch saal badh wo larka to larki se milke uski yaddasht wapas ajati ha pr larki usko nhi apne husband ko choice krti hai (mene sona hai iska nam shayad chahata hai pr mene dekha toh MILI nhi nhi same story plz plz plz tell me
DeleteAur shayad larki ka nam alize hai aur larke ka nam zain
DeleteKindly tell me d novel in which heore's name is shafe n heroine's ayenoor jis me heroine's father k shak k ilzam k waja se hero unse shadi krta hai
ReplyDeletePatta karti hoon
DeleteIzhaare mohabbt mushkil ha
DeletePlz can u find the novel jis mai heroine is naam mahzeb hota hai ar hero salama shah hota hai. Hero wadeera hota hai ar heroine us k mamo ki beti hoti hai ar modern hoti hai .. dono ain dosre ko bht na pasand kerty hain mager parents ki wajah se shadi ho jati hai..
ReplyDeleteKoi jugnoo theher gaya written by afshan afridi
DeletePlz kindly ye novel bta dain
ReplyDeleteJis mein hero heroin sy sbardasti nikah krta hai or WO hostel mein rehti hai or larka khta hai AGR tm.mairy sath na gie to mein khud ko shoot kr ln ga
Plzz tell me
Hero heroin ka name nhi yaad
Patta karti hoon
DeleteKindly upload bahon ke hisar mein
DeleteKhatam hu gaya kia baho k hisar ma
DeletePlease mjhy b btana
ReplyDeleteMijhy wo novel.chahiye jis myn hero heroin dono ka nam A se hota hy i think lrki ka nam Aina hota hy lrki ameer ghr sy hoti hy or lrka normal sa hota hy lrki boht pyar krti hoti hy lrky sy aik din lrky ko us py shaq hota hy tou wo usy boht ziada maarta hy jis sy wo behosh ho jati hy or uski life danger myn hoti hy i think us ko apendix b hoti hy jiska drd b start ho jata hy hero kafi der bad usko ghr aa k dekhta hy tou hospital ly k bhagta hy is dauran usko apni ghlti ka b pta chl jata hy heroin discharge ho k apny maiky aa jati hy or hero sy bat nhi krti phr hero usko mnany ats hy wo usko jb ghr ly k jata hy tou usko phr purani batyn yad ati hy is story myn hero heroin ko A alphabet wala locket b deta hy
ReplyDeleteSun mere hamsafar by sanaya khan
DeleteYeh wala nhi hy us myn aina nam hota hy heroin ka
DeleteThis comment has been removed by the author.
DeleteChalo chahat nibhae
DeleteI am searching for a novel in which heroin name was mahnum.Her parents died and her relatives were after her property
ReplyDeleteChahat ke rang.
DeleteChahat ke rang
Deleteplease upload bahon ke hisar main
ReplyDeletePlz hero ka naam pata nahin heroine ka naam parehan tha is Story main 2 couples hote hain plz naam bata den
ReplyDeleteMujhe ek novel ka naam btaye jisme hero ka naam taimour hayat and heroine sahzeen hoti h heroine ki bhn horiya aapi khufia tarike se dono ki shaadi karwati h.heroine ki cousin mariya hoti h.plzz tell me what is the name of this novel.plzz this is my first request
ReplyDeletePlz ak novel bata bata dain kiran mein tha...hero name is sheraz and heroine name is Asma...university based story thi
ReplyDeleteMujhe novel ka naam bta de js mein heroine ki shadi 5 saal ki umer me hti wo ikloti hoti ha ar hero us se kafi bara hota ha ar hero ki behn ki shadi heroine k baap se hona hoti ha per wo khudkhusi kr leti ha hero heroine ko lekar shehar a jata ha ar us ko parhata ha ar heroine ki cllge friend ka bhai heroine ko pasand krta ha
ReplyDeletePlz mujhe jldi batye is Novel k Bary me yeah shahid hina digest me aya tha ar is ki Teen char episodes the
DeleteMjhe aik novel ka naam chahyee.. joint family hoti hai ghar alag alag hotay hain hero heroine k.. chacha taya k bachay hotay hain hero heroine.. hero rude hota hai har waqt heroine ko dant dapat.. naam shayaf taimoor haider ya waleed hassan exact yaad nahii.. heroine ka naam nahi yaad... akhir main dono ki mangni hoti haii.. ending main.kitchen ka sence hota hai jab dono ka patch up hota hai .. 15 saal pehle parha thaa kisi digest main.. koi batade naam plz
ReplyDeleteMjhe ek novel ki takashi hai classic urdu material pe published Hua tha hero ka naam
ReplyDeleteJihaan tha wo spy hota hai shaayad wo heroine k kehne ki waja se heroine ko chor kar chala jaata hai dusre country magar phr 5 saal baad heroine kidnapped hoti hai to wo waapis aata hai heroine ko bachaane heroine ko wo jaane se pehle locket pehnaata hai jis main tracker hota hai us ki madad se heroine ko dhoond leta hai aur use bacha lets hai phir us se zabardasti shaadi krleta hai apne ghar laata hai jahaan un ki bohat bari family hoti hai hero k bhai kahaan shaayad maavra hota hai wo har waqt hero aur heroine ko disturb krta rehta hai hero ka ek khaas noker hotahai us ka bodyguard us se hero ki cousin ki shaadi hoti hai and main hero ek mission pe jaata hai aur apni ek fileapni biwi se mangwaata hai us ki seerhion se gir jaati hai un k babies bhi hote hain twins hero un se baad main asker milta hai heroine naaraaz hoti hai wo usey manaata hai happy ending thi kindly dhoond den isey plz
Meri har kami ko ha tu lazmi..bu huria malik
DeleteThank you very much it is exactly what I want
Deletemjhe plz is novel ka bata den. hero ka naam syed behroz baht hai. aur heroine ka naam rabeeh. hero ki shaadi heroine ki cousin se hone wali hoti ha magar misunderstanding ki wajah se wo heroine ko apni hone wali wife samaj leta ha. phir shaadi wale din wo kehta ha mjhe is larki se shaadi karni ha. plz is novel ka bata den. novel chota sa ha
ReplyDeleteKoi chand rakh meri shaam per by nayaab gilani
DeleteShararat
DeleteThis comment has been removed by the author.
DeleteI tkhink koi chand rakh naam hai
ReplyDeleteMain bhi AK novel dhond Rey hon kana Dino sa us k hero na name ha zawyar aur heroin na name ha zimal hero KO heroin blkul pasand nai hoti shadi k bad heroin kidnap ho jate ha phr hero us KO dhond Lata ha kse KO name ata ha to bta dain plzzzzz
ReplyDeleteMugha ak novel ka name pata karna ha character bh yad ni . Novel kuch is tarha th ka larka ka wife us ko chor kar chali gati ha kuch time bad Ghar ka gate ka Bahar ak bachi malti h to larka ko pata chalta h ka wo us ke beti h . Larke ke brhan bh hoti h go larka ko dubara shadi ka lia force karti ho or kahti ha ka us ke daughter ko maa ke zurorat h or zabradsti us k shadi kar dati h. Larka larki ko shadi ke pahli rat h bata data h k us na apni beti k lia shadi k ha wo larki us k beti k bhut khayal rakhti h ak dafa wo bamer hoti h to larki bhut roti h larka sochta h ka us ke sagi ma bh us ka khayl na karti jitna ya rakhti ha larka ko us sa muhabbat ho gati ha .happy ending hoti h
ReplyDeletePlz kasi ko pata h to bata Dan plz
Your novel is "Wo Mera Naya Savera
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteMugha ak novel ka name pata karna ha character ka name bh yad ni. 2 Bahi hota Han shid in ke ak bahan bh hoti ha wo girls ko napasand karta Han q ka un ke mother un ko chor kar chali gati ha I'm ka father sa divorce la kar kasi or sa shadi kar lati ha . Bad ma bara wala larka ke zabradsti shadi kar de gati h to wo larki ka sath bilkul bat ni karta hota us ko napasand karta ha uska chota Bahi bh naraz hota ha ka us na shadi q k . Ak din chota Bahi Khana bana raha hota h to larki kahti h ka wo bana da g to larka ghusa hota ha or larki ka jat sa churi khanta ha to us ka lag gati ha or wo rota hwa kamra ma chali gati ha . Larka ko ghusa ata ha or wo Ghar chor kar Chala gata ha . Larki maa ban gati ha larak ka chota bhi apni bhabi ko acha samgna lag gata ha or girls k lia go us k Dil ma nafrat hoti h wo bh khatm ho gati ha or wo apni babhi ka bhut khayl rakhta ha .larka kafi time bad country ma wapis ana lagta h gab larki ko us ka ana ka pata chalta ha to wo rat ko Ghar chor kar chali gati ha . Sab us ko bhut dondta Han . Phir wo bhut mushkli sa malti h . Happy ending hoti h .
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
DeleteMujha ak novel ki talash ha us main hero ka name ha zawyar aur us KO Jo chaze pasand nai hoti wo us ko hath bhi nai lgata herion ka name ha zimal shdi ka bad hero herion KO pasand krna lgta ha
ReplyDeletePlzzz jldi name bta dain as novel ka main boaht dino sa dhond rey hon
ReplyDeleteMjhe us novel ka name bata den jis m do bhai hoty hn ek Subhan r dosra Hayan dono bht funny character hoty hn un ki dadi b hoti hn r behn r ammi b r ye log gareeb hoty hn Hayan ko ek ameer larki pasand hoti h jo bht magroor hoti h larki ki ammi nahi hoti us k abbu ek galat aurat k chakkar m parh jaty hn r un ko Hayan bajata h agr kisi ko pata ho tou bata de please
ReplyDeleteI am looking for a novel jis men hero ki shadi heroine ki sister se ho jati hai. Sister smjhti hai k uski behn or husband ka affair hai pr vo drama k liye dialogues ki practice kr rahe hote hain
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
DeleteMughay ik novel ka nam baata dain jis men hero aur heroin k papa dost hoty hain heroin ka baap marny se pehly unki hospital main shadi karwa deta hai hero ka baap pehly se Mar chuka hota hai aur hero politation hota hai
ReplyDeleteJan sy bhar kr mjy ye novel chahiye
ReplyDelete2nd last episode of Muhabbat meri akhri shararat thi didn't uploaded yet.kindly check it and upload.
ReplyDeleteI searching for a novel jis main Hero ki mother ki death ho gi hoti hai wo apny relative ka sath rehta hai lakin wahan ki aunty us ki boat bazati kerti ho or wo uncle sa kahta hai ghar leave kerna chata hai wo reply kerty hain shadi ka bad, wo larka apni cousin sa shadi ker lata hai or is sa boat rude hota hai liking jab larki apni aunt sa bat kerti ha wo apni try best kerti hai resty ko namabny ki
ReplyDeletePlz mujhe is novel ka naam Bata dijye.. ŁŲ§Ų®Ų±ŪŁ Ų§ŁŲ± Ų§ŲŲŖŲ“Ų§Ł dono cousins hote hai hero gaon ka hota hai or heroine modern hoti hai...inki shadi hojati hai...happy ending hai...
ReplyDeletePakeeza Anchal digest me " Khushbuon k Des me " aur " anaa ki Jung " novel they plz link ya pdf file mil sakti hai..
ReplyDeletePlz mujhe ek novel ka name batayen
ReplyDeleteUs mein heroine abroad se atI haha.uska czn hamza usko like krta ha dono k shadi ho jati ha..hamza us k liye showbizz b chorr deta ha...but shadi k baad hamza ki dusri czn,uski wife ki fake pics dikha kr misunderstanding create krti ha
Anyhow ends well
Iska name bhul gaya...plz tell me
Meri request hai ye novel bata dain...bht arse se dhoond rhi hun...name,writer kuch yad nhi :(
Deleteheroin naam bakhtawer hy pls noval
ReplyDeleteMujha ek novl ki talash ha jis main larka ka naam nofel aur larki ka naam shazeen hota ha larka teacher hota hai
ReplyDeleteKia yeh site active nae hai
DeleteIzhare muhabbat mushkil hy
DeleteMujhe aik novel chahiye name nhi yad but story yad h hero aur heroin dono ki dosri shadi h is main hero ki pehli wife use yeh kehti h ke wo kabhi baap nhi ban sakta aur hero army main hota h us ki wife use chor deti h heroin ka pehla shohar us ka boss bhi hota h un ke babies hone we hote hain but koi khandani dushmani nain hero ko goolian lag jati hai aur wo heroin ko bhga deta h wo hero ki gari se takrati h aur coma main chli jati h us ke twins bete hote hain hero unhe apna name deta h 6 month bad heroin ko hosh ajata h aur hero use dhanki de kr sahdi krta h plz bta dain name
ReplyDeletemjy aik novel chahiye jis main hero aur herion ka age difference kafi hota hai larki boht choti hoti hai un ki arrange marriage hoti hai but shadi kay bad kuch misunderstandings ki bina par larka sochta hai kuh larki nay use cheat kiye hai aur woh pi abraod chalay jata hai 5years later he returns us kay 2 twins bachay bhi ho chukay hote hai then their misunderstandings clearup
ReplyDeleteKindly KOi mujhe us novel na name BTW dein jis mein larka or larki can note he in larka singer ban na chahta hai or phir apni czn se shahdi krna chahta hai
ReplyDeleteMujhy KO I us novel na name BTW DA jis mein larka singer ban jata hai or apni czn se shadi krta hai
ReplyDeleteMujhe BTW dein wo novel jis mein larka singer banta hai us KO Czn hoti hai wo use phle muhabbat nhi krta magar bad mein krta hai phir wo us se shadi krna chahta hai
ReplyDeleteMujjy ek novel Ko search krna hy uska name n writer name, heroine lawyer huti hy uski engagement cousin k sath huti hy lekin lawyer huny ki waja se engagement toot jati hy n hero police officer huta hy ju heroin Ko safe side deny k liye gun point py nikah krta hy. Hero k parents nhi hyn just elder sister huti hy. Kindly searck kr den. Thanks
ReplyDeletemjy ek novel chaheay larka police mein hota ha mustfa ya phr shyad haroon naam hota ha larki sa shadi apny dada k force krny pe mrta ha.but end pe usy pyar hojta ha us mein ammar aur nudrat fono ki shadi pe hero aur heroion copul dance krty hain .son tumhri tasveer k sahry mosam kai guzary ..plz mjy rply zaror dein
ReplyDeletemujy police officer based rude hero novels chaheay
ReplyDeletePlz muje bta de novel name hero jis mn Izal name ki Larki ko Pasand karta h Jo is ki cousin b hoti lkn is ki Shaadi hamsai ki Larki se hoti Jos se is ki bachpan se hi ni banti heroin ki sis ka name mirha h
ReplyDeleteHello I am searching for a novel which was published in khawateen or shua digest in between 2013 to 2018 .I don't remember story or name of author or character name but halki se jhalkian yad hain heroin par us ki family baray kaam karwatay hain aur vo chup chao karti hai phr kisi Tarah vo mulk se bahir Chali jati hai wahan usbki mulakat hero se hoti hai shayd Islamic centre ka community centre type jagah par uss story mai heroine ky baray mai ye bohat likha gaya tag shehad (colour)se ankhen the us ki ,larky us se iss Tarah aik do bar milta hai koi khass special encounter nhe hota unka leken usay vo achi lagti hai .shayd writer ka name. "M" se start hota hai ye kistvar novelette tha .2 ya 3 episodes theen iski.kindly please ho saky tu is ki talash mai meri help kar den thank you
ReplyDeleteAoa... Mujy ik novel ka name bta dy story yad ha pat name nhi ata hero aur heroin casion hoty ha aur nika howa hota dono ka larki ka naam noor hota ha larky ka shah aur phir bd m larka study k ly dosri country chala jata ha jb wapis ata ha tu kuch misunderstanding ki waja sy wo dosri larki sy shadi kr leta ha is ka ek baby bhi hota ha likin is ki wife mar jati ha is ko lagta ha k is ki casion k bahi ny is ko mara ha wo apni casion ko apny ghar ly ata isy bhut marata hota ha... Plz is novel ka name bta dy...
ReplyDeletePlease YouTube pe eik novel Ziddi k nam se chal raha hai koi novel ka original nam btat sakta hai
ReplyDeletePlz novel ka name bata dain jis mai hero ka name hashim ho ta n hero heroine ko pasand karta hai n heroine ki sister hero ko psnd karti hai n hero ki sister heroine ki friend hoti hai lkn hero ko baad mai pata chlta hai hero blackmail kar ky heroine sy nikah karta hai
ReplyDeleteMene ek novel padha tha wafa ki devi mehkta aanchal 2003 m plese batade vo Urdu m kis name se aaya h plese plese plese
ReplyDeleteDasht e zulmaat novel ki heroin ka naam kia hai
ReplyDeleteKoi acha sa possessive hero novel recommend kr day koi
ReplyDeleteMjje vo novel bata dein jis me hero name asda hota hai vo doctor hota hai uski fianci bhttt khubsurt hoti hai aur use psnd nhi krti aur aik din glti se kisi lrky k sath usky flat pr jati hai lkn bch jati hai aur phr apny mangetar sath khush rehti hai
ReplyDeleteAik novel vo bata dein jis me heroine name fatima hota hai (shayad) usky walid ki detah ho jati hai phr vo apni phupho ghar rehti hai phupho ka aik beta hota hai jis sb baray bhaiyaa khty hain vo doctor ban rha hota hai dusry walay dani se uski engagement ho jati hai lkn shadi se phly vo chor jata heroine ko aur uski shadi baray bhaiyaa se ho jati hai...mjhe naamyadhi nhi aa rha kuch arsa phly parha tha ye novel
ReplyDeleteMjhy us novel Ka Kam bta dain. 2 heros Hain jahangeer (JD) our Rohan(Roni) our heroine Agol and Aina. Jahangir police officer ha our Rohan King gang Ka hissa ha . Baki story nai pta zyada
ReplyDeleteDil Yun mile humare novel
DeleteMujhe ek novel ka naam bata de jisme heroine ki shadi uski marzi k bagair ho jati hai hero se jo dikhne mein achcha nahi hota short aur patla sa hota hai wo uske saath achcha behave nahi karti kyonki wo uske ideal jaisa nahi hota but hero ka dost bilkul uske ideal jaisa hota hai aur wo bhi married hota hai wo shadi mein dikha hai usko apni wife k saath character wise achcha nahi hota jab heroine uski wife se baat karti hai to bohat sharminda hoti hai fir hero se maafi mangti hai apne bure bartav ki wajah se ..ye bohat old novel hai maine bohat search kiya par mujhe mila nahi...please mujhe koi bata de..
ReplyDeletesalam mujhy koi novel bata dain jis me hero or heroine best frends hon bachpan se phr heroine hero ko pasand krny lgy esa koi novel kisi ko esa novel pata hu tu please bata dain
ReplyDelete