Thursday 5 October 2017

After Marriage Romantic Urdu Novels LIst



After Marriage Romantic Urdu Novels List


Love after marriage is a best way of expresses your emotions. It is the right choice to keep your love for your life partner. Many writers wrote on love life after marriage in which hero and heroines don't know each other before marriage and after marriage they understand and fall in love with their life partner. We collect some novels on that kind of topics because on our readers demand who likes to read after marriage love stories.
 Even the harsh behavior is also part of it . Girl or boy fight or their cold response for each  other also count .Even they fight with their family and girls faces problems after marriage also explains So i hope you will enjoy them all


 If you know some more novels like this plz inform us in comments.


After Marriage Romantic Urdu Novels List

  1. Ik pagal larki Novel by Nida Ali Abbas PDF
  2. Mohabbat mer iakhri shararat thi novel by Rimsha Ahmad PDF
  3. Tare Ankaboot by Misbah Nousheen
  4. Akhri war by Nayyab Jellani pdf
  5. Kinary door na thy Zumar Naeem pdf ( Long Novel )
  6. Tujh sung zindagi novel by Ana Ilyas
  7. Ghawa rafaqton ka hilal e eid novel by Saba Javed
  8. Nikah e mohabbat novel by Mustafa Cheepa
  9. Dil pee Mohabbat Ki Dastaak by Qamrosh Shehk
  10. Tum Kon Piya Novel By Nida Ali
  11. Zindagi dhoop tum ghana saya by Komal Ahmed
  12. Amira by Hina Malik
  13. Woh pagli dil ki malika by Humaira Rubab
  14. Teri panahon mein aa kar by Qamrosh Shehak Complete
  15. Bahon ke ghery main by Huma Jahanger
  16. Saly Ki Bewi by Shereen Haidar PDF
  17. Mohabbat ka asar ho ga Urdu novel by Shaheen Sajjad
  18. Ab to yeh zindgi muskuraey Urdu novel by Shazia Mustafa
  19. Tumhen dil ne pukara hai Urdu novel by Nayab Jelani PDF
  20. Aanchal main jugnoo by Shazia Chaudhary
  21. Meri mohabbton ko qrar do by Maha Abid Complete
  22. DEcember ki shaam tum main our barish by Shahzadi Hifsa Complete pdf
  23. Anokha bandhan by Syeda Jaweria Shabbir Complete PDF
  24. Rung teri chahat ke novel by Madeha (Maryam) Complete PDF
  25. Mera hath tha tere hath mein by Biya Ahmed Complete PDF
  26. Itni mohabbat karo na by Zeenia Sharjeel Complete PDF
  27. Mohabbat tujh se hay novel by Madeha (Maryam) Complete PDF
  28. Woh ajnabi apna sa by Madeha (Maryam) Complete PDF
  29. Qatil Ishq novel by Fatima Niazi Complete PDF
  30. Dukh sukh ki sanjh novel by Rahat Jabeen
  31. Rangon ka rasta by Shazia Chaudhary
  32. Mery khawab reza reza novel by Maha Malik
  33. Neelama Sitara by Qamrosh Ambar ashoke
  34. Ishq safar ki dhool by Lubna Jadoon
  35. Dil tenu de bethy by Durre Saman
  36. Vichran Raat Na howay by Sadia Abid
  37. Bey zuban musafir tu by Farah Gull
  38. Meher by Aqeela Haq
  39. Mausam e gul ki dastak by Fozia Ghazal
  40. Sajna Sang eid by Reema Noor Rizwan
  41. Faseeha by Razia Butt
  42. Paras by Rukhsana Nigar Adnan
  43. Ek dua ne bacha lea hay by Nighat Abdullah
  44. Nuswaniyat by Sumbal
  45. Ehsas e zayan by Saira Mishal
  46. Kon sey ansoo us key they by Nabeela Abar Raja
  47. Jannat ki kunji novel by Nasir Hussain
  48. Anab novel by Sadaf Shah
  49. Aankh Se Nikla Tou Moti Ho Gaya By Rehana Aftab
  50. Mehandi ka rang khilny laga by Nabeela Abar Raja
  51. Tanaben gulab khawabon ki by Nabila Abar Raja
  52. Thora Sa Asman By Umera Ahmad
  53. Main tera libas hoon novel by Neelum Riasat
  54. Mujhe harnay mat dena by Shehla Gul Sehr
  55. Bheega Bheega sa december by Reema Noor
  56. Bisma by Razia Butt
  57. Woh hayat ke silsile by Nabila Abar Raja
  58. Aji sunte ho by Faiza Iftikhar
  59. Meri jeet by Aroosa Alam
  60. Ik bhaid hai zindagi by Nabeela Abrar Raja
  61. Duain mangi nahin jati by SHabana Shoukat
  62. Bhanwar by Shukat Rana Altaf
  63. Mohabbat youn na chupao by Dur e Saman Saleem
  64. Hasil Lahasil by Samra Bukhari
  65. Mohabbat dil pe dastak By Effat Sehar Tahir
  66. Ana ke gunbad e bedar mein by Samra Bukhari
  67. Dagh e hina by Memona Khurshid
  68. Zindagi phoolon ki raah by Farrah Tahir
  69. Azmaish by Farrah Tahir Qureshi
  70. Saltanat e Dil by Maryam Aziz
  71. Sheesha sift na kar by Memona Khurdheed Ali
  72. Shehar e dil kay darwazy by Shazia Chaudhary
  73. Baraf kay ansoo by Nazia Kanwal Nazi
  74. Ahtibar kar dekhon by Yasmeen Nishat
  75. Rah noward e shoq by Shehnaz Siddique
  76. Yaqeen e wafa by Huma Amir
  77. Tum se acha kon hai novel by Nasir Hussain
  78. Mery Humsafar by Ghazala JAleel complete
  79. Tery sang dard ki talash thi by Bushra Rehman
  80. Yehi pyaar hai by Shabana Sardar
  81. Zara Mousam BAdalny do by Bushra Sayal
  82. Dil ke dagh by Neelam Riyasat
  83. Woh ek lamha by Nayyab jellani
  84. Matah e dil by Nabeela Abar Raja
  85. Aanchal main jugnoo by Shazia Chaudhary
  86. Tum or Tumhara sath by Shazia Mustafa
  87. Sab mousam tery naam by Munazza Rizwi
  88. Deewar ke paar by Sumaira Usman Gul
  89. Dulhan novel by Nasir Hussain
  90. Janan teri ulfat ki qasam novel by Kashish Khan
  91. Ujaley door nahe novel by Nayab Jelani
  92. Giraftar e seher by Manam Malik
  93. Baraf zaron ki titli by Fakhira Jabeen
  94. Tumhare sang jeena chati hon by Shaheen Sajjad
  95. Raat woh pury chand ki by Rabia Afzal Khan
  96. Tu meri zaroorat hai by Durr e Saman complete
  97. Mera Ishaq bhi tou by Shameem Fazal Khaliq
  98. Benishan manzalen aur rahi by Nayab Jelani
  99. Love trai angle by Umme Maryam
  100. Fizza mehkny lagi by Shazia Mustafa
  101. Manzar se hat kar by Nayab Jelani
  102. Shikast e shab e zindagi by Nayab Jelani
  103. Dil toot ke hara tha by Nayab Jilani
  104. Main hari piya by Nayab Jelani
  105. Sir phiri hawa by Memona Khursheed
  106. Do hanson ka jora by Faiza Iftikhar
  107. Koonj by Sadaf Rehan
  108. Kahan aa kay rukay thay rastay novel by Nighat Abdullah
  109. Mausam e wafa novel by Umme Maryam
  110. Nadaniyan shokhiyan or anari piya by Saima Qureshi
  111. Chalo har man let hain by Nuzhat Jabeen
  112. Kisi rasty ki talash mein by Memona Khursheed Ali
  113. Mera ilzam bhi tum by Nabeela Abar Raja
  114. Jan gaey jana by Nabila Abar Raja
  115. Tery ho ke rahain gay by rehana Aftab complete
  116. Tere pak lams ka khatawar hon by Rukh Chaudhary
  117. Naina thag len ge by Faiza Iftikhar
  118. To phir yeh tay hay keh by Shazia Chaudhary
  119. Sunehri dhoop by Umme Maryam
  120. durr e shahwar novel by Umera Ahmad
  121. Doraha by Umaira Ahmed
  122. Mohabbat ab shuro ho gi by Fakhira Gul
  123. Chalo phir se muskuraian by Bushra Sayal
  124. Keh rahi hai zindagi by Rizwana Prince
  125. Banhon mein chand mera by Sadia Abid
  126. Hum bichry bhi tou kaisy by Mohammad Shoaib
  127. Iss mousam ki pehli barish by Alia Bukhari
  128. Woh jo qaraz rakhte the jan par by Farhat Ishtiaq
  129. Koi teri khatir hai je raha novel by Riwana Aftab
  130. Nayab hen hum by Shafaq Iftikhar
  131. Mohabbat ki chaon novel by Sana Zaffar
  132. Tere gham ko jan ki talash thi novel by Neelum Riasat
  133. Ik bar kaho tum meri ho by Aalia Hira
  134. Pathar kar do aankh main aansoo by Misbah Mushtaq
  135. Munda sadqy mere te novel by Sehrish Fatima
  136. Mit gei dooriyan novel by Sobia Malik
  137. Aatish e ishq novel by Farwa Azam
  138. Mohabbat ho gei shaid by Nuzhat Jabeen Zia
  139. Mujhe masroof rehny do by Umme Maryam
  140. Sary mousam khil uthy by Alia Hira
  141. Ghoonghat hai anmol by Memoona Khursheed
  142. Meri eid to tm ho by Memona Khurshed
  143. Bakht jaag uthy Humera Nousheen
  144. Mousam ki inayaten by Alia Hira
  145. Pehlu main hai eid ka chand by Memona khursheed
  146. Pachees sal novel by Maryam Nawaz
  147. Talafi novel by Farah Muskan
  148. Pardy mein rehne doby Memona Khursheed
  149. Abu ki begum by Memona Khurdhid Ali
  150. Aao naye mausamon ki naveed sunain by Iqra Sagheer
  151. Mere humdam mere damsar by Iqra Sagheer Ahmed
  152. Aankhon Se Meri Dekho by Faiza Iftikhar
  153. Safar ki shaam by Farhat Ishtiaq
  154. Apna ghar by Iffat Sehar Tahir
  155. Dagh e hina by Memona Khurshid
  156. Baharen loat aai hain by Iffar Sehar Tahir
  157. Mery hamdam mery dost by Effat Sehar Tahir
  158. Zindgi dhoop tum ghana saya by Effat Sehar Tahir
  159. Zindagi ke rang hain ajeeb by Mahnoor Ali
  160. Mohabbat dil pe dastak by Effat Sehar Tahir
  161. Matah e jan hai tu by Farhat Ishtiaq
  162. Tum aakhri jazeera ho by Umme Maryam complete
  163. Tu bhi mera sathi ban ja by Laraib Momin
  164. Kitni ruton kay bahd aya mousam e gul by Laraib Momin
  165. Dil darya samandaron doongay by Iffat Sehar Pasha
  166. Mein tum aur yaqeen e mohabbat by Aliya Hira.
  167. Jo phool rah ki dhool they by Iffat Sehar Pasha
  168. Poora dukh aur adha chand by Iffat Sehar Pasha
  169. Mohabbat jeet hoti hay by Effat Sehar Pasha
  170. Arzoon ke sang sang by Nabeela Nazish
  171. Tery ishq ka sazawar hon by Iffat Sehar Pasha
  172. Chand nagar ki shehzadi by Sundas Jabeen
  173. Hum hen pasban is ke by Aliya Hira
  174. Nikhar gaye hain gulab saray by Iffat Sehar Pasha
  175. Aitbar ka mausam by Iffat Sehar Pasha
  176. Chand mery aangan ka by Effat Sehar Pasha
  177. Achi baho by Sumera Gull
  178. Ik nigah kafi hai by Bushra Ahmad
  179. Aks aainay main tera hi raha by Laraib Momin
  180. Teri justujoo mein nikhar gaey by Huma Amir
  181. Zat e be sabat by Nabila Aziz
  182. Hum kese rakhwale hain by Nabila Aziz
  183. Rasam By Nabeela Azeez
  184. Be dagh novel by Nabeela Aziz
  185. Hisab e dil rehny do novel by Nabeela Aziz
  186. Roshni ki khwahish mein by Umme Maryam
  187. Hisar e zaat se niklo by Umme Maryam
  188. Main ne haar mani hai by Anila Kiran
  189. Bila Unwan by Laraib Momin
  190. Mohtabar lagy teri wafa by Laraib Momin
  191. Khawab lamhay by Durre Saman
  192. Sanam gazeeda by Alia Bukhari
  193. Khoobsurat by Bushra Rehman
  194. Deay ka kam hai jalna by Memona Khurshid Ali
  195. Rahat e dil hai tu by Nabeela Aziz
  196. Chand Meri Dastaras mian by Ana Ilyas Complete Novel PDF
  197. Uttaran by Iffat Sehar Tahir
  198. Khamoshi novel by Amrah Sheikh Complete PDF
  199. Mera qasoor batlao by Arzoo Naz Complete Novel PDF
  200. Chand Meri Dastaras mian by Ana Ilyas Complete Novel PDF
  201. Baraf kay ansoo by Nazia Kanwal Nazi PDF
  202. Teri berukhi meri chahat novel by Biya Ahmed Complete PDF
  203. Chand ke is paar kahen novel by Zee Rana
  204. Bahon mein chalay aao sanam by Zara Zainab PDF
  205. Ajab bandhan novel by Huma Waqas Complete PDF
  206. Mohabbat nahi ishq hai tumse by SM Writer Complete PDF
  207. Tum se ishq mera janoon hai by Nimra Liaqat Complete PDF
  208. Ziddi Junoon by Neena Khan Complete PDF
  209. Dil ki saltanat novel by Maryam Alisha Complete PDF
  210. Phir Mohabbat by Sundus Shaikh Complete novel PDF
  211. Hissar e ishq ka junoon Complete Novel by Asra Rehman PDF
  212. Khamosh aey dil novel by Maryam Rashid Complete PDF
  213. Woh mera humsafar novel by Mahroo Shah PDF
  214. Tere izhar ka mousam by Madeha (Maryam) PDF
  215. Kis jurm ki saza mili by Maham Shoukat Complete PDF
  216. Eid meri sajan sang by Amreen Riaz PDF
  217. Ishq mera kamil by Neena Khan Complete PDF
  218. Kafs e ana novel by Gohr e Nayab Shah Complete PDF
  219. Mera rakhwala mera sanam by Preshay Malik Complete PDF
  220. Harart e Jaan by Aymen Nouman Complete PDF
  221. Tum meri mohabbat ho by Arzoo Pareeshy Khan Complete PDF
  222. Sanam novel by Sheeza Complete PDF
  223. Sham e inteqaam by Zeeniya Sharjeel Complete PDF
  224. Tery rabty meri har dawa by Mehmal Noor Complete PDF
  225. Mohabbat youn bhi ho jati hai by Warda Makkawi Complete PDF
  226. Ik sajda mohabbat mein by Warda Makkawi Complete PDF
  227. Mohabbat youn bhi ho jati hai by Warda Makkawi
  228. Dil ka har unwan piya by Mehmal Noor Complete PDF
  229. Kab hui teri main Rab jany mera by Yusra Shah Complete PDF
  230. Koi tum sa nahi novel by Isha Khan
  231. Sar e rah chalty chalty by H Hoor Complete PDF
  232. Ana parast novel by Yusra Complete PDF
  233. Jeet lia tum sa tum ko novel by Rafia Ahmed Complete PDF
  234. Dewangi by Arzoo parishy Khan Complete PDF
  235. Sisakti Ah by Mehmal Noor Complete PDF
  236. Mera yeh bharam tha Season 1 by Haniya Jutt Complete PDF
  237. Dharkan e dil novel by Aqsa Khan Complete PDF
  238. Mujhy tera har zulm qabool by Suhaira Awais Complete PDF
  239. Mera fouji meri marzi by Aina Ahmad Complete PDF
  240. Saz e dard na cherr novel by Abrish Noor Complete PDF
  241. Dil youn mily hamary by Zeenia Sharjeel Complete PDF
  242. Shouq e deedar novel by Sukaina Zaidi Complete PDF
  243. Tanha chand novel by Sofia Rajpoot Complete PDF
  244. Roshnion se andheron ka safar by Nazia Mandokhail Complete PDF
  245. Jab dil mily by Aina Ahmed Complete PDF
  246. Shouq e deedar novel by Sukaina Zaidi Complete PDF



89 comments:

  1. Mujhe ek novel k baray mn janna hai jis mn larkay ki shadi uski czn se hoti hai or wo age mn kafi choti hoti hai usse or wo larka shadi k foran bad larki ko chor kr chala jata hai or jb 2 saal bad ata hai tau uska beta bhi hota hai or wo phr us lrki ko manane ki koshish bhi krta hai or ye joint family mn rehte hn can you plzzz tell me the name of the novel plzz plzz

    ReplyDelete
  2. Hero heroine cousins hain and married hain joint family mein rehte hain unka beta gum ho jata hai hero heroine se kehta hain agar mere bete ko kuch hua toh tumhe divorce da don ga beta milta hai toh heroine Sab ka samne kehti hain mujhe divorce do ab agar kisi ko pata hai th bata da plzz

    ReplyDelete
    Replies
    1. Patta karti hoon sabhi ap ki requests

      Delete
    2. This comment has been removed by the author.

      Delete
  3. Mje uss novel k naam btayen jis me larka abroad ka hota hai hai or larki b abroad ki or lrki larke k ghr job k liye aati hai or larki ki taang zakhmi ho jaati hai phr larka uss k saath contract marriage krta hai phr vo log paki vaapis jate hain q k larke k dost ko paki se call aati hai k larke ki dado ya koi relative beemar hain or larkr ka dost lrke ki behn ko psnd b krta hai about 5 years ago jb larke ka dost vaapis jata hai phr uss k shaadi b larke ki behn se hojati hai (is novel ki eriter ne abi 2 novel hi likhen hai in 2019 lkn mje name yaad nhi na hi novel ka na hi writer ka) plzzz jldi bta den

    ReplyDelete
    Replies
    1. Unknown
      Ap ne ek novel manga tha but woh postn i mil rahi mujhy main aap ko story deti hoon or novel link aap dekh lain


      Aoa, aik novel bta dain , novel ki heroine ki engagement os k Khala k betay k sath ho jti hai aur wo flirty hota hai, hero taya k beta hota hai doctor hota hai hero heroine aik dosray ko pasand nai krte , kisi farmhouse pe hero heroine phas jatay hain jis pe fiancƩ batain krta hai aur engagement tor deta hai phir osi czn k sath shadi hi jti hai aur wo bahir parhne chala jta hai, kisi ko pta hai tu bta de


      Yeh novel hai aap ka

      Meri Talab Ka Chand by Farah Bhutto PDF



      Delete
  4. Can u tell me the name of in which hero is victim of gang rape .2 brother nd 2 did hoti gain all n.a. name meriyum ha.yet foreign country may h itly ma hoty hain hero name skindar

    ReplyDelete
  5. Replies
    1. Plz mujhe us novel ke naam and writer name aur mujhe ye net pr kahan mil sakti jis novel me larke ki yaddasht chali jati hai aur larki kisi aur se shaadi karleti hai aur husband usko leke bohat possesive hota hai pr kuch saal badh wo larka to larki se milke uski yaddasht wapas ajati ha pr larki usko nhi apne husband ko choice krti hai (mene sona hai iska nam shayad chahata hai pr mene dekha toh MILI nhi nhi same story plz plz plz tell me

      Delete
    2. Aur shayad larki ka nam alize hai aur larke ka nam zain

      Delete
  6. Kindly tell me d novel in which heore's name is shafe n heroine's ayenoor jis me heroine's father k shak k ilzam k waja se hero unse shadi krta hai

    ReplyDelete
  7. Plz can u find the novel jis mai heroine is naam mahzeb hota hai ar hero salama shah hota hai. Hero wadeera hota hai ar heroine us k mamo ki beti hoti hai ar modern hoti hai .. dono ain dosre ko bht na pasand kerty hain mager parents ki wajah se shadi ho jati hai..

    ReplyDelete
    Replies
    1. Koi jugnoo theher gaya written by afshan afridi

      Delete
  8. Plz kindly ye novel bta dain
    Jis mein hero heroin sy sbardasti nikah krta hai or WO hostel mein rehti hai or larka khta hai AGR tm.mairy sath na gie to mein khud ko shoot kr ln ga
    Plzz tell me
    Hero heroin ka name nhi yaad

    ReplyDelete
  9. Mijhy wo novel.chahiye jis myn hero heroin dono ka nam A se hota hy i think lrki ka nam Aina hota hy lrki ameer ghr sy hoti hy or lrka normal sa hota hy lrki boht pyar krti hoti hy lrky sy aik din lrky ko us py shaq hota hy tou wo usy boht ziada maarta hy jis sy wo behosh ho jati hy or uski life danger myn hoti hy i think us ko apendix b hoti hy jiska drd b start ho jata hy hero kafi der bad usko ghr aa k dekhta hy tou hospital ly k bhagta hy is dauran usko apni ghlti ka b pta chl jata hy heroin discharge ho k apny maiky aa jati hy or hero sy bat nhi krti phr hero usko mnany ats hy wo usko jb ghr ly k jata hy tou usko phr purani batyn yad ati hy is story myn hero heroin ko A alphabet wala locket b deta hy

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sun mere hamsafar by sanaya khan

      Delete
    2. Yeh wala nhi hy us myn aina nam hota hy heroin ka

      Delete
    3. This comment has been removed by the author.

      Delete
  10. I am searching for a novel in which heroin name was mahnum.Her parents died and her relatives were after her property

    ReplyDelete
  11. please upload bahon ke hisar main

    ReplyDelete
  12. Plz hero ka naam pata nahin heroine ka naam parehan tha is Story main 2 couples hote hain plz naam bata den

    ReplyDelete
  13. Mujhe ek novel ka naam btaye jisme hero ka naam taimour hayat and heroine sahzeen hoti h heroine ki bhn horiya aapi khufia tarike se dono ki shaadi karwati h.heroine ki cousin mariya hoti h.plzz tell me what is the name of this novel.plzz this is my first request

    ReplyDelete
  14. Plz ak novel bata bata dain kiran mein tha...hero name is sheraz and heroine name is Asma...university based story thi

    ReplyDelete
  15. Mujhe novel ka naam bta de js mein heroine ki shadi 5 saal ki umer me hti wo ikloti hoti ha ar hero us se kafi bara hota ha ar hero ki behn ki shadi heroine k baap se hona hoti ha per wo khudkhusi kr leti ha hero heroine ko lekar shehar a jata ha ar us ko parhata ha ar heroine ki cllge friend ka bhai heroine ko pasand krta ha

    ReplyDelete
    Replies
    1. Plz mujhe jldi batye is Novel k Bary me yeah shahid hina digest me aya tha ar is ki Teen char episodes the

      Delete
  16. Mjhe aik novel ka naam chahyee.. joint family hoti hai ghar alag alag hotay hain hero heroine k.. chacha taya k bachay hotay hain hero heroine.. hero rude hota hai har waqt heroine ko dant dapat.. naam shayaf taimoor haider ya waleed hassan exact yaad nahii.. heroine ka naam nahi yaad... akhir main dono ki mangni hoti haii.. ending main.kitchen ka sence hota hai jab dono ka patch up hota hai .. 15 saal pehle parha thaa kisi digest main.. koi batade naam plz

    ReplyDelete
  17. Mjhe ek novel ki takashi hai classic urdu material pe published Hua tha hero ka naam
    Jihaan tha wo spy hota hai shaayad wo heroine k kehne ki waja se heroine ko chor kar chala jaata hai dusre country magar phr 5 saal baad heroine kidnapped hoti hai to wo waapis aata hai heroine ko bachaane heroine ko wo jaane se pehle locket pehnaata hai jis main tracker hota hai us ki madad se heroine ko dhoond leta hai aur use bacha lets hai phir us se zabardasti shaadi krleta hai apne ghar laata hai jahaan un ki bohat bari family hoti hai hero k bhai kahaan shaayad maavra hota hai wo har waqt hero aur heroine ko disturb krta rehta hai hero ka ek khaas noker hotahai us ka bodyguard us se hero ki cousin ki shaadi hoti hai and main hero ek mission pe jaata hai aur apni ek fileapni biwi se mangwaata hai us ki seerhion se gir jaati hai un k babies bhi hote hain twins hero un se baad main asker milta hai heroine naaraaz hoti hai wo usey manaata hai happy ending thi kindly dhoond den isey plz

    ReplyDelete
    Replies
    1. Meri har kami ko ha tu lazmi..bu huria malik

      Delete
    2. Thank you very much it is exactly what I want

      Delete
  18. mjhe plz is novel ka bata den. hero ka naam syed behroz baht hai. aur heroine ka naam rabeeh. hero ki shaadi heroine ki cousin se hone wali hoti ha magar misunderstanding ki wajah se wo heroine ko apni hone wali wife samaj leta ha. phir shaadi wale din wo kehta ha mjhe is larki se shaadi karni ha. plz is novel ka bata den. novel chota sa ha

    ReplyDelete
  19. I tkhink koi chand rakh naam hai

    ReplyDelete
  20. Main bhi AK novel dhond Rey hon kana Dino sa us k hero na name ha zawyar aur heroin na name ha zimal hero KO heroin blkul pasand nai hoti shadi k bad heroin kidnap ho jate ha phr hero us KO dhond Lata ha kse KO name ata ha to bta dain plzzzzz

    ReplyDelete
  21. Mugha ak novel ka name pata karna ha character bh yad ni . Novel kuch is tarha th ka larka ka wife us ko chor kar chali gati ha kuch time bad Ghar ka gate ka Bahar ak bachi malti h to larka ko pata chalta h ka wo us ke beti h . Larke ke brhan bh hoti h go larka ko dubara shadi ka lia force karti ho or kahti ha ka us ke daughter ko maa ke zurorat h or zabradsti us k shadi kar dati h. Larka larki ko shadi ke pahli rat h bata data h k us na apni beti k lia shadi k ha wo larki us k beti k bhut khayal rakhti h ak dafa wo bamer hoti h to larki bhut roti h larka sochta h ka us ke sagi ma bh us ka khayl na karti jitna ya rakhti ha larka ko us sa muhabbat ho gati ha .happy ending hoti h
    Plz kasi ko pata h to bata Dan plz

    ReplyDelete
  22. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  23. Mugha ak novel ka name pata karna ha character ka name bh yad ni. 2 Bahi hota Han shid in ke ak bahan bh hoti ha wo girls ko napasand karta Han q ka un ke mother un ko chor kar chali gati ha I'm ka father sa divorce la kar kasi or sa shadi kar lati ha . Bad ma bara wala larka ke zabradsti shadi kar de gati h to wo larki ka sath bilkul bat ni karta hota us ko napasand karta ha uska chota Bahi bh naraz hota ha ka us na shadi q k . Ak din chota Bahi Khana bana raha hota h to larki kahti h ka wo bana da g to larka ghusa hota ha or larki ka jat sa churi khanta ha to us ka lag gati ha or wo rota hwa kamra ma chali gati ha . Larka ko ghusa ata ha or wo Ghar chor kar Chala gata ha . Larki maa ban gati ha larak ka chota bhi apni bhabi ko acha samgna lag gata ha or girls k lia go us k Dil ma nafrat hoti h wo bh khatm ho gati ha or wo apni babhi ka bhut khayl rakhta ha .larka kafi time bad country ma wapis ana lagta h gab larki ko us ka ana ka pata chalta ha to wo rat ko Ghar chor kar chali gati ha . Sab us ko bhut dondta Han . Phir wo bhut mushkli sa malti h . Happy ending hoti h .

    ReplyDelete
    Replies
    1. This comment has been removed by the author.

      Delete
  24. Mujha ak novel ki talash ha us main hero ka name ha zawyar aur us KO Jo chaze pasand nai hoti wo us ko hath bhi nai lgata herion ka name ha zimal shdi ka bad hero herion KO pasand krna lgta ha

    ReplyDelete
  25. Plzzz jldi name bta dain as novel ka main boaht dino sa dhond rey hon

    ReplyDelete
  26. Mjhe us novel ka name bata den jis m do bhai hoty hn ek Subhan r dosra Hayan dono bht funny character hoty hn un ki dadi b hoti hn r behn r ammi b r ye log gareeb hoty hn Hayan ko ek ameer larki pasand hoti h jo bht magroor hoti h larki ki ammi nahi hoti us k abbu ek galat aurat k chakkar m parh jaty hn r un ko Hayan bajata h agr kisi ko pata ho tou bata de please

    ReplyDelete
  27. I am looking for a novel jis men hero ki shadi heroine ki sister se ho jati hai. Sister smjhti hai k uski behn or husband ka affair hai pr vo drama k liye dialogues ki practice kr rahe hote hain

    ReplyDelete
    Replies
    1. This comment has been removed by the author.

      Delete
  28. Mughay ik novel ka nam baata dain jis men hero aur heroin k papa dost hoty hain heroin ka baap marny se pehly unki hospital main shadi karwa deta hai hero ka baap pehly se Mar chuka hota hai aur hero politation hota hai

    ReplyDelete
  29. Jan sy bhar kr mjy ye novel chahiye

    ReplyDelete
  30. 2nd last episode of Muhabbat meri akhri shararat thi didn't uploaded yet.kindly check it and upload.

    ReplyDelete
  31. I searching for a novel jis main Hero ki mother ki death ho gi hoti hai wo apny relative ka sath rehta hai lakin wahan ki aunty us ki boat bazati kerti ho or wo uncle sa kahta hai ghar leave kerna chata hai wo reply kerty hain shadi ka bad, wo larka apni cousin sa shadi ker lata hai or is sa boat rude hota hai liking jab larki apni aunt sa bat kerti ha wo apni try best kerti hai resty ko namabny ki

    ReplyDelete
  32. Plz mujhe is novel ka naam Bata dijye.. ŁŲ§Ų®Ų±ŪŒŁ† Ų§ŁˆŲ± Ų§Ų­ŲŖŲ“Ų§Ł… dono cousins hote hai hero gaon ka hota hai or heroine modern hoti hai...inki shadi hojati hai...happy ending hai...

    ReplyDelete
  33. Pakeeza Anchal digest me " Khushbuon k Des me " aur " anaa ki Jung " novel they plz link ya pdf file mil sakti hai..

    ReplyDelete
  34. Plz mujhe ek novel ka name batayen
    Us mein heroine abroad se atI haha.uska czn hamza usko like krta ha dono k shadi ho jati ha..hamza us k liye showbizz b chorr deta ha...but shadi k baad hamza ki dusri czn,uski wife ki fake pics dikha kr misunderstanding create krti ha
    Anyhow ends well
    Iska name bhul gaya...plz tell me

    ReplyDelete
    Replies
    1. Meri request hai ye novel bata dain...bht arse se dhoond rhi hun...name,writer kuch yad nhi :(

      Delete
  35. heroin naam bakhtawer hy pls noval

    ReplyDelete
  36. Mujha ek novl ki talash ha jis main larka ka naam nofel aur larki ka naam shazeen hota ha larka teacher hota hai

    ReplyDelete
  37. Mujhe aik novel chahiye name nhi yad but story yad h hero aur heroin dono ki dosri shadi h is main hero ki pehli wife use yeh kehti h ke wo kabhi baap nhi ban sakta aur hero army main hota h us ki wife use chor deti h heroin ka pehla shohar us ka boss bhi hota h un ke babies hone we hote hain but koi khandani dushmani nain hero ko goolian lag jati hai aur wo heroin ko bhga deta h wo hero ki gari se takrati h aur coma main chli jati h us ke twins bete hote hain hero unhe apna name deta h 6 month bad heroin ko hosh ajata h aur hero use dhanki de kr sahdi krta h plz bta dain name

    ReplyDelete
  38. mjy aik novel chahiye jis main hero aur herion ka age difference kafi hota hai larki boht choti hoti hai un ki arrange marriage hoti hai but shadi kay bad kuch misunderstandings ki bina par larka sochta hai kuh larki nay use cheat kiye hai aur woh pi abraod chalay jata hai 5years later he returns us kay 2 twins bachay bhi ho chukay hote hai then their misunderstandings clearup

    ReplyDelete
  39. Kindly KOi mujhe us novel na name BTW dein jis mein larka or larki can note he in larka singer ban na chahta hai or phir apni czn se shahdi krna chahta hai

    ReplyDelete
  40. Mujhy KO I us novel na name BTW DA jis mein larka singer ban jata hai or apni czn se shadi krta hai

    ReplyDelete
  41. Mujhe BTW dein wo novel jis mein larka singer banta hai us KO Czn hoti hai wo use phle muhabbat nhi krta magar bad mein krta hai phir wo us se shadi krna chahta hai

    ReplyDelete
  42. Mujjy ek novel Ko search krna hy uska name n writer name, heroine lawyer huti hy uski engagement cousin k sath huti hy lekin lawyer huny ki waja se engagement toot jati hy n hero police officer huta hy ju heroin Ko safe side deny k liye gun point py nikah krta hy. Hero k parents nhi hyn just elder sister huti hy. Kindly searck kr den. Thanks

    ReplyDelete
  43. mjy ek novel chaheay larka police mein hota ha mustfa ya phr shyad haroon naam hota ha larki sa shadi apny dada k force krny pe mrta ha.but end pe usy pyar hojta ha us mein ammar aur nudrat fono ki shadi pe hero aur heroion copul dance krty hain .son tumhri tasveer k sahry mosam kai guzary ..plz mjy rply zaror dein

    ReplyDelete
  44. mujy police officer based rude hero novels chaheay

    ReplyDelete
  45. Plz muje bta de novel name hero jis mn Izal name ki Larki ko Pasand karta h Jo is ki cousin b hoti lkn is ki Shaadi hamsai ki Larki se hoti Jos se is ki bachpan se hi ni banti heroin ki sis ka name mirha h

    ReplyDelete
  46. Hello I am searching for a novel which was published in khawateen or shua digest in between 2013 to 2018 .I don't remember story or name of author or character name but halki se jhalkian yad hain heroin par us ki family baray kaam karwatay hain aur vo chup chao karti hai phr kisi Tarah vo mulk se bahir Chali jati hai wahan usbki mulakat hero se hoti hai shayd Islamic centre ka community centre type jagah par uss story mai heroine ky baray mai ye bohat likha gaya tag shehad (colour)se ankhen the us ki ,larky us se iss Tarah aik do bar milta hai koi khass special encounter nhe hota unka leken usay vo achi lagti hai .shayd writer ka name. "M" se start hota hai ye kistvar novelette tha .2 ya 3 episodes theen iski.kindly please ho saky tu is ki talash mai meri help kar den thank you

    ReplyDelete
  47. Aoa... Mujy ik novel ka name bta dy story yad ha pat name nhi ata hero aur heroin casion hoty ha aur nika howa hota dono ka larki ka naam noor hota ha larky ka shah aur phir bd m larka study k ly dosri country chala jata ha jb wapis ata ha tu kuch misunderstanding ki waja sy wo dosri larki sy shadi kr leta ha is ka ek baby bhi hota ha likin is ki wife mar jati ha is ko lagta ha k is ki casion k bahi ny is ko mara ha wo apni casion ko apny ghar ly ata isy bhut marata hota ha... Plz is novel ka name bta dy...

    ReplyDelete
  48. Please YouTube pe eik novel Ziddi k nam se chal raha hai koi novel ka original nam btat sakta hai

    ReplyDelete
  49. Plz novel ka name bata dain jis mai hero ka name hashim ho ta n hero heroine ko pasand karta hai n heroine ki sister hero ko psnd karti hai n hero ki sister heroine ki friend hoti hai lkn hero ko baad mai pata chlta hai hero blackmail kar ky heroine sy nikah karta hai

    ReplyDelete
  50. Mene ek novel padha tha wafa ki devi mehkta aanchal 2003 m plese batade vo Urdu m kis name se aaya h plese plese plese

    ReplyDelete
  51. Dasht e zulmaat novel ki heroin ka naam kia hai

    ReplyDelete
  52. Koi acha sa possessive hero novel recommend kr day koi

    ReplyDelete
  53. Mjje vo novel bata dein jis me hero name asda hota hai vo doctor hota hai uski fianci bhttt khubsurt hoti hai aur use psnd nhi krti aur aik din glti se kisi lrky k sath usky flat pr jati hai lkn bch jati hai aur phr apny mangetar sath khush rehti hai

    ReplyDelete
  54. Aik novel vo bata dein jis me heroine name fatima hota hai (shayad) usky walid ki detah ho jati hai phr vo apni phupho ghar rehti hai phupho ka aik beta hota hai jis sb baray bhaiyaa khty hain vo doctor ban rha hota hai dusry walay dani se uski engagement ho jati hai lkn shadi se phly vo chor jata heroine ko aur uski shadi baray bhaiyaa se ho jati hai...mjhe naamyadhi nhi aa rha kuch arsa phly parha tha ye novel

    ReplyDelete
  55. Mjhy us novel Ka Kam bta dain. 2 heros Hain jahangeer (JD) our Rohan(Roni) our heroine Agol and Aina. Jahangir police officer ha our Rohan King gang Ka hissa ha . Baki story nai pta zyada

    ReplyDelete
  56. Mujhe ek novel ka naam bata de jisme heroine ki shadi uski marzi k bagair ho jati hai hero se jo dikhne mein achcha nahi hota short aur patla sa hota hai wo uske saath achcha behave nahi karti kyonki wo uske ideal jaisa nahi hota but hero ka dost bilkul uske ideal jaisa hota hai aur wo bhi married hota hai wo shadi mein dikha hai usko apni wife k saath character wise achcha nahi hota jab heroine uski wife se baat karti hai to bohat sharminda hoti hai fir hero se maafi mangti hai apne bure bartav ki wajah se ..ye bohat old novel hai maine bohat search kiya par mujhe mila nahi...please mujhe koi bata de..

    ReplyDelete
  57. salam mujhy koi novel bata dain jis me hero or heroine best frends hon bachpan se phr heroine hero ko pasand krny lgy esa koi novel kisi ko esa novel pata hu tu please bata dain

    ReplyDelete

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...