Thursday 31 August 2017

University base novels list

University base novels list 




Books are best friends of our . They open mind and soul . Gives us information , and help us out in many ways . Novels are one part of them they gives us the information about our life . The writers writer stories for us to entertain us and guide us . These novels are social and tell us about hte hard ships of life , Female writers  write these stories for the women as to guide them and help them out to open their minds .  Novels relax our mind and after reading them reader feel  fresh and if the story is very informative  then we feel part of it and try to change our life . 
Writer wrote about many different  topics like university . second marriage after marriage and many more . We have separated these topics for reader to read easily what they want .
Here we will give you the list about the novels of University Base . In which the writer tell us about the issues and problems . I hope you will have a good time and if you have more novels then let us know 

University base novels list 


  1. Zindagi gunguna uthi by Qamrosh Ashoke
  2. Mujhe kehna nahi ata novel by Fatima Nadeem Complete
  3. Rahe hidayat by Wajeeha Bukhari pdf
  4. Wo ek khata novel by Khatija Jalal
  5. Jhootay roop ke darshan by Raja Anwar Pdf.
  6. Shab e arzoo ka aalam by Aneeza Sayed
  7. Bekhabar mein na tu by Anila Kiran
  8. Rangoon ki roshani by Alia Hira
  9. baharon ke sang sang by Iqra Sagher Ahmad
  10. Dasht e arzoo by Iqra Sagher Ahmad
  11. Yeh jo raig e dasht e firaq hai novel by Nazia Kanwal Nazi complete pdf
  12. Mein mohabbat aur tum by Shazia Mustafa
  13. Shehr e chara gran by Sadia Amal Kashif complete
  14. Galey milta hai khwab koi by Mehwish Iftikhar
  15. Aur kuch khwab by Ushna Kausar Sardar complete
  16. Tera qarz hai meri zindagi by Lubna Jadoon
  17. Mujhey apney rang mein rang dey by Anila Kiran .
  18. Muhabbat humsafar meri by Anila Kiran
  19. Mohabbat jeet hoti hai by Faria Khan
  20. Yaaram by Sumaira Hameed
  21. Tawaf e mohabbat by Sofia Sarwa
  22. Main dhanak raston par by Sadia Aziz Afridi
  23. Chahat ke rang by Qurratul Ain Roy
  24. Phir aya pyaar ka mousam by Sofia Shah
  25. Bella by Minsha Mohsin Ali complete novel pdf
  26. Raqsam by Aimal Raza Complete novel
  27. Yehi pyaar hai by Shabana Sardar
  28. Mery humnawa mery meherban by Saira Mishal
  29. shehser e khata by nayyab jellani complete
  30. Dast e koozagar by Fozia Yasmeen
  31. Ishq ke hain rog hazar by Rimsha Ahmad
  32. Tery ho ke rahain gay by rehana Aftab complete
  33. Khwab khwahish zindagi by Sameena Tahir butt
  34. Mery humnawa ko khabar karo by Fakhira Gull
  35. Matah e jan hai tu by Farhat Ishtiaq
  36. Rangoon ki roshani by Alia Hira
  37. Mujhey apney rang mein rang dey by Anila Kiran .
  38. Bekhabar mein na tu by Anila Kiran
  39. Ummed e seher by Sundas Jabeen
  40. Zat e be sabat by Nabila Aziz
  41. Shab e arzoo ka aalam by Aneeza Sayed
  42. Mohabbat rooth jaey to by Durre Suman
  43. Chalo kuch deay jalaeyn by Durre Suman
  44. Baharon ki subha e afhsan mein by Aneeza Sayed
  45. Meri justujoo ka sila hai yeh by Anila Kiran
  46. Sari bhool hmari thi by Rahat Jabeen
  47. Roshan Jugnoo aur jal pariyan by Aneeza Sayed
  48. Woh humrahi mera humsafar thehra by Samhia Zareen Abbassi
  49. Ham kahan ke suchey they by Umaira Ahmed
  50. Abi kuch din lagen ge by Farhat Ishtiaq
  51. Ap apny daam main by Farhat Ishtiaq
  52. Yaden by Nabila Aziz
  53. Sara khail ana ka tha by Badih ul Jamal
  54. Ehl e wafa by Mehwish Iftikhar
  55. Ishq khail hai dil ka by Humaira Rubab
  56. Aye waqt gawahi dey by Raahat Jabeen
  57. Chand gagan or chandni by Iqra SAgher Ahmad
  58. Sheher e dil ki justaju by Humaira Rubab
  59. Lagi tum se lagan by Humaira Rubab
  60. Na jana sheher e dil se by Anjum Ansar
  61. Tum se mohabbat ho gaye hai by Ayesha Noor
  62. Faisla by Farida Fareed
  63. Sabz ruton k jhilmil main by Iffat Sehar Tahir
  64. Zindagi gulzar hai by Umera Ahmad
  65. Mousam e gul mery dais main by Ateeqa Malik
  66. Mohabbat bani zuban by Farah Anees
  67. Chashm e intazar by Muhammad Arsalan
  68. Mohabbat mukamal ishq na mukamal complete Novel by Shahzadi Hifsa PDF
  69. Aisa kahan se lain tum sa khin se by Faizan Ahmed Complete PDF
  70. Anmol mohabbat novel by Biya Ahmed Complete PDF
  71. Yeh jo raig e dasht e firaq hai novel by Nazia Kanwal Nazi complete pdf
  72. Woh mera humsafar novel by Mahroo Shah PDF
  73. Zindagi k rasty novel by Shaikh Parihan Complete PDF
  74. Youn milo tou kabhi by Noor Ul Ain Complete Novel PDF
  75. Fanna by Sawera Ahmad Complete PDF
  76. Hai tu humsafar novel by Zummer Ali Complete PDF
  77. Mohabbat youn bhi mumkin hai by Ifrah Tahir Complete PDF


29 comments:

  1. Plz kya ap mujhe is nove ka name pta sakti hain is me heroin ki mother past mein twaif hoti hai Ur iski wajah se log present mein heroin ko twaif kehte hote hain heroin ke father ki death hogayi hoti hai aur heroin ki mother ne 2nd shaadi krli hoti hai aur out of country rehti hoti hai aur woh heroin se nafrat krti hoti hai. Heroin ko us ke taya tayi ne pala hota hai aur woh apne cousins and friends ke saath rehti hoti hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tery Liya he to Mera DIL dadky Yeh novel name hai aur Lee aun writer hai.. Last episode main nhe parh saki es novel ka ya shid mjy Milla nhe..

      Delete
  2. Mujhe chracters ke name yaad ni hain.

    ReplyDelete
  3. Mujhe eik novel ka pata karna hai characters k naam yad nahin hero r heroin university of gujrat mein parhate hote hain saath r eik dusre se buhut larte hain heroine ki behn ki shadi hero k bhai se hoti hai jab hero ko ye pata chalta hai k ye us ki uni k fellow hai to wo apne ghr walun se kehta hai k wo us se shadi karna chahta hai r agr nahin kare ge to us ki behn ki shadi bhi us k bhai se nahin ho gi plz bata dein

    ReplyDelete
  4. mjy "ma khawab hu tu haqeeqat mari " novel ka bta sakti us ka 2nd part ni mil rha

    ReplyDelete
  5. Mujhe is novel k bare main bta de hero or heroine ka name yaad nhi dono university main parhte hain heroine ki mama or baba main alehdagi ho gyi hoti hai or heroine hostel msin rehti hai ak scene yeh bhi hai k hero or uske dost pori uni main fake news phila dete hain k hero ko koi bemari hai or shayad wo marne wala hai or uske ilaj k liye sabse paise lete or phir bad main unhin paiso ki party krte hain.
    Kindly agr kisi ko is novel ka name pata hai to bta dain

    ReplyDelete
    Replies
    1. I think its udass chand by sofia bashir .

      Delete
  6. I'm searching for a bila unwaan ...In which heroin's name was Takhleeque Niyazi and hero was a professor,Khawar Jalal..plz help me

    ReplyDelete
  7. It was published in pakiza
    digest...

    ReplyDelete
  8. Mujay novel and character name Bata Dena hero aur heroin uni ma phartay ha dono ma bohat lari hote ha hero heroin ko kidnappe Kar lata ha par heroin bagh jate ha aur uni ma hero k khelaf sub k samnay sabut date ha. Hero heroin k name k tattoo b banwata ha. Phir bad ma heroin ke sister aur hero ka bahi ak dosray sa Shadi Karna chat han his k leya hero ya demand rakhta ya k heroin apne sare property us k nam Kar day tab wo ya Shadi honay day ga
    Novel name and writer name Bata dan....

    ReplyDelete
  9. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  10. PlZ MJHY us Novel ka naam Bta dn Jis mn hero Arman hota or heroin Rameen...dono Czn Hoty,childhood nikah or baad mn wo uski uni mn teacher Bn k aata h

    ReplyDelete
  11. Plese mujhe bhi bata de ye novel

    ReplyDelete
  12. Plz mujy uss novel ka name bta den hero heroin ka name ni ata unka bachpan ma nikah hota hai sir unke parents business partner hotel han ladke ke ghar wale abroad chle hate ha aur phr ladki ke parents ke sath koi accident hota hai wo mar hate ha aur phr hero
    aur heroin donor aik hi uni ma milte ha

    ReplyDelete
  13. I am searching for yaar e man maseeha bhi complete novel. Can you plz guide me in this regard

    ReplyDelete
  14. Mujhe kindly ek novel ka name hta dyn his mein heroine ka bachpan yateem khanay mein guzarta hy aur oosay nh pta hota k ooskay parents kon hyn jb vo BRI hoti hy tw ek apartment mein rehn lg jati hy r university mein apni dost k sath admission lyti hy vo ek toper boy Jo k hero hy usko replace krti hy r topper bn jati hy is liye hero us sy nafrat krnay lg jata hai ek din hero university k kch students k sath yateem khany jata hy tw heroine k naam ki trophy wahan dekhta hy wahan ek choti bchi heroine ki tareef krti hy lykn OOS bchi ki maa a kr heroine ko najaiz bolti hy aglay din hero poori uni k samny heroine sy ye baat kehtay hai

    ReplyDelete
  15. Tell me the name of this novel if you know hero name is Sikandar I forgot heroine name. Heroine's mother and hero loved each other in past but heroine's mother cheat him and married to someone else after a long time because of an incident sikandar and heroine get married but sikandat doesn't love her but one day when he bring her to meet his family there his nephew try to frank with heroine and sikandar get jealous.....

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bisat e Dil BHI ajeeb she he by afshan afridi

      Delete
  16. Ek novel h jis mn heroine uni mn orhti h but apny gaaon k lrky ko osnd krti h or usi se nikaah krti h but us lrky ko heroine k ghr wale mar dety hn jb k heroine bach k a jati h or class k hi ek krky k ghr panah keti h baad mn usi se shadi krti h wo lrka aoni academy chalata hota h shyed kindly inform me agr name ota hua to

    ReplyDelete
  17. Plz mujhy ek novel ni mil raha wo uni based hota hai kafi frnds hoty hai usmn or heroine hijab krti hai or novel kay end mn sb frnds mil kay song bi sing krty hai or sath dance bi krty hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Or heroin kay bhai ka name
      احد hota hai

      Delete
  18. I want that novel jo university base bhi tha aur twin brother base novel tha aik ka name hashir tha aur dusry ka name yad nhi aur is novel mai do larkiyn thi saba aur safa safa ki shadi hashir se hoti hai aur hahir ky mamo ka aik baita bhi tha jis ka name i think azlaan tha jis ki baad mai saba se shadi ho jati hai kindly agr apko is novel ka pta hai tu bta dain

    ReplyDelete

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...